Olymp Trade app logo

Download Olymp Trade App
on your device

Fixed Time Mode mein trading:
Trading ke vishv
ke liye ek Short Cut

Fixed Time Trading kya hai?

Fixed Time Olymp Trade platform par trading ka ek mode hai jo apko currency, stocks, Index, ETFs aur dusre assets ke exchange rate ke antar se paise kamane ke yogya banata hai. Is prikriya ko trading kha jata hai, aur ek niveshak ko trader kha jata hai.

  • Ek Asset Chunein

  • Bazaar ke Utar-Chadhav ka Vishleshan Karein

  • Trade Rashi ka Chayan Karein

  • Trade ki Samay Seema Nirdharit Karein

  • Ek Trade Kholein

Trading manch se aasan.
Kewal kismat se mushkil.

Fixed Time trading mein trader ko gehrai se vittiye bazaar ka vishleshan krne ki zrurat nhi hoti. Lekin, trader kewal kismat par bhi nirbhar nahi reh skta.

Adhik asardar dhang se trade karne ke liye or bazaar ki tone samajhne ke liye, naye trader ko ye salah di jati hai ko wo trading platform ki sambhavnayon ko dekhein aur apne aap ko kai mashoor trading rannetiyon se prichit karwaye.

Platform ki shaekshik sambhavnayein

  • Aarthik Samacharon ki Samikshayein

  • Upyog-ke-liye-taiyaar Trading Ranneetiyaan

  • Webinar aur Video Tutorial

Shuruat karna aasan hai

  • Platform par panjikaran
    karein

  • Interactive
    tutorial ko poora karein

  • Kisi ek
    ranneeti ka chayan karein

  • Demo account
    ka upyog karte hue abhyas karein

  • Deposit karein
    aur ek expert banein

Janchi Hui Japani Standard Ranneeti

Trading mein Japani candlestick chart ka istemal karna shaamil hota hai. Mulya chart vibhinn aakaaron ki alag-alag candlestick ki series hoti hai jo ki ek nishchit samay antaraal jaise 5 minute mein dar me parivartan ko darshate hain. Yeh mudra yugmon, commodity, aur stock index ke liye sabse badhiya kaam karte hain.

Japani Candlestick Chart mein Badlein

Jab asset ka mulya badh jaata hai to candlestick hari ho jaati hai. Agar mulya kam hua hai, to yeh lal ho jaati hai.

Agar samaan rang ki kai candle ek ke baad ek bani hain, to iska matlab hai ki aapke paas trend hai.

Signal ki Pehchaan Karna Seekhein

Bullish engulfing

Hari candlestick ki body lal walon ki body ko overlap kar deti hai. Iska matlab upar wala trend ho sakta hai.

Bearish engulfing

Lal candlestick ki body hari walon ki body ko overlap karti hai. Yeh neeche wale trend ki shuruaat hai.

Signal ki Taraf Trade Kholein

Agar pichli candlestick ne hari (Bullish engulfing) ko band kiya, upar ki ore deal kholein.

Agar pichli candle ne lal (Bearish engulfing) ko band kiya, neeche ki ore trade kholein.

Ek Peshevar ki tarah Trade Karein

Trade ka samay candlestick ki samay seema ke bilkul sangat hona chahiye.

Ranneeti ko Aazmaayein

Olymp Trade ke sath surakshit roop se trade kare
Guarantee shuda

Broker ki gatividhi antarrashtriye niyamak FinaCom Plc.
dwara pramanit aur bimakrit hai.

certificate
  • Prateyak trade bimayukt hai
    €20,000
    Sakriya traders ki sankhaya
    370,000
  • Deposits European bank
    mein rakhe jate hain
    Quotation itihas platform ke sabhi assets ke liye uplabhdh hai

Deposit karein aur suvidhajanak roop se munafe ki nikasi karein

Koi commission nhi. Bhugtan ka bharosemand dhang istemal karein.
Demo Khate ka upyog karte hue Risk-free trade karein

Select a currency:

Cookie Consent

By continuing to browse or by clicking ‘Accept’, you agree to the storing of cookies on your device to enhance your site experience and for analytical purposes. To learn more about how we use the cookies, please see our cookies policy.